Posts

Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain Lyrics | Islamic Naat786

Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain Lyrics | Islamic Naat786 Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain Mustafa Gulamon ki kismate Badal te hain  Rehmato Ke Badal Ke Saye Sath Chalte Hain Mustafa Ke Diwane Ghar Se Jab Nikalte Hain  Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamo Ki Qismatein Badal Te Hain  Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyare Aqa Ka Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Jaise Khush Nasib Palte Hain  Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain  Amina Ke Pyare Ka Sabz Gumbad Wale Ka Jashn Hum Manate Jalne Wale Jalte Hain  Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain  Sirf Sari Duniya Me Wo Taiba Ki Galiyan Hain Jis Jagah Pe Hum Jaise Khote Sikke Chalte Hain  Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain  Sach Hain Gair Ka Ehsan Wo Kabhi Nahi Lete Ay Alim Aqa Ke Jo Tukdo Pe Palte Hain  Chor Fikr D...

Sartajan Ke Taj Moinuddin | Nusrat Fateh Ali Khan | Hindi Lyrics | Islamic Naat786

Sartajan Ke Taj Moinuddin | Nusrat Fateh Ali Khan | Hindi Lyrics | Islamic Naat786 सरताजन के ताज….. सरताजन के ताज .. ख़्वाजा मुईनुद्दीन सरताजन के ताज .. ख़्वाजा मुईनुद्दीन तुम हो जगत महाराज ख़्वाजा मुईनुद्दीन तुमरे द्ववारे आन पड़ा हूँ तुमरे द्ववारे .. ख़्वाजा आन पड़ा हूँ तुमरे द्ववारे रखियो रखियो लाज .. मुईनुद्दीन रखियो रखियो लाज .. ख़वाजा मुईनुद्दीन सरताजन के ताज ..   तुम हो आले अली-ओ-ज़हरा .. ख्वाजा बिगड़े सवारों काज .. मुईनुद्दीन बिगड़े सवारों काज .. ख़्वाजा मुईनुद्दीन सरताजन के ताज .. मैं हूँ एक ग़रीब भिकारी .. ख़्वाजा मैं हूँ एक ग़रीब भिकारी तुम हो ग़रीब नवाज़ .. मुईनुद्दीन तुम हो ग़रीब नवाज़ .. ख्वाजा मुईनुद्दीन सरताजन के ताज ..   शाहे-शहाँ अजमेर के ख्वाजा .. शाहे-शहाँ अजमेर के ख्वाजा हिन्द पे तोरा राज .. हिन्द पे तोरा राज .. ख्वाजा मुईनुद्दीन सरताजन के ताज ..  सदक़ा पीरे हारुनी का सदक़ा पीरे हारुनी का भाग जगा दो आज ..मुईनुद्दीन भाग जगा दो आज .. ख्वाजा मुईनुद्दीन सरताजन के ताज ..   रख लो हुसैन-ओ-हसन के सदक़े रख लो हुसैन-ओ-हसन के सदक़े अपने नसीर क...

Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par, Taqdeer Banane Aaya Hoon | Islamic Naat 786

Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par, Taqdeer Banane Aaya Hoon Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par, Taqdeer Banane Aaya Hoon Afsana e Dardo Hijro Alam, Ro Ro Ke Sunane Aaya Hoon Haan Chashma e Faize Rahmat Par Me Pyaas Bujhane Aaya Hoon Me Chisht Ke Maikhane Wali, Sehba Chhalakne Aaya Hoon Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par… Kya Nazr Karu, Kya Pesh Karu Sarkar Kisi Qabil Hi Nahi Kuchh Phool Aqeedat Ke Hai Jinhe, Turbat Pe Chadhane Aaya Hoon Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par… Betaab Hai Dil, Bechain Hai Jaan, Raahat Ka Koi Samaan Hi Nahi Jalta Hai Mera Khirman Jisse, Voh Aag Bujhane Aaya Hoon Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par… Sadqe Mai Janab e Usman Ke, Mujh Par Bhi Karam Ki Ek Nazar Dhoraji Se Ajmer Nagar, Faryaad Sunane Aaya Hoon Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par… Jo Bakht Ke Maare Aate Hai, Kaam Unke Yahan Ban Jaate Hai Khwabeeda Muqaddar Hoon Main Bhi, Taabeer Jagane Aaya Hoon Sultan Ul Hind Ki Chokhat Par… Deedar Ka Dil Me Shok Liye, Kehta Hai Tumhara Yeh “Sayyed” Sultan Ul Hind Ke Jalwon Ko, Aankho Main Basaa...

Chasme Karam Ki Baat Hai Khwaja lyrics | Islamic Naat 786

Chasme Karam Ki Baat Hai Khwaja lyrics   Chasme karam ki baat hai Khwaja Kya meri aukaat hai Khwaja Jiski badaulat sab palte hai Woh teri khairaat hai Khwaja Sab ko mile ek jaam karam ka Saavan ki barsaat hai Khwaja Tum hi meri laaj rakhoge Ishq nedamat shad hai Khwaja Mere aasu unka daman Yeh nisbat ki baat hai Khwaja Khali jholi bhar jayegi Ek nazar ki baat hai Khwaja Jiss ko buzurgo se nisbat hai Woh rahbar ki zaat hai Khwaja (Rehamtullah Alaih)

Chor fikr duniya ki Naat Lyrics | Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain Naat Lyrics | Islamic Naat 786

Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain Naat Lyrics  Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain Mustafa Gulamon ki kismate Badal te hain Rehmato Ke Badal Ke Saye Sath Chalte Hain Mustafa Ke Diwane Ghar Se Jab Nikalte Hain Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamo Ki Qismatein Badal Te Hain Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyare Aqa Ka Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Jaise Khush Nasib Palte Hain Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain Amina Ke Pyare Ka Sabz Gumbad Wale Ka Jashn Hum Manate Jalne Wale Jalte Hain Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain Sirf Sari Duniya Me Wo Taiba Ki Galiyan Hain Jis Jagah Pe Hum Jaise Khote Sikke Chalte Hain Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain Sach Hain Gair Ka Ehsan Wo Kabhi Nahi Lete Ay Alim Aqa Ke Jo Tukdo Pe Palte Hain Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal...

Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Naat Lyrics | Islamic Naat 786

CHAMAK TUJHSE PAATE HAIN SAB  PAANE WAALE NAAT LYRICS CHAMAK TUJHSE PAATE HAIN SAB PAANE WAALE NAAT LYRICS Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane WaaleBarasta Nahi Dekh Kar Abr E Rehmat Badoo(n) Par Bhi Barsa De Barsane Waale Madine Ke Khitte Khuda Tujhko Rakhhe Ghareebo Faqeero Ke Thehrane Waale Tu Zinda Hai WALLAH Tu Zinda Hai WALLAH Mere Chashme Aalam Se Chup Jaane Waale Me Mujrim Hu AAQA Mujhe Saath Le Lo Ke Raste Me Hai Jaa Baja Thane Waale Haram Ki Zamee(n) Aur Qadam Rakh Ke Chalna Are Sar Ka Mouqa Hai O Jaane Waale Chal Uth Zabah Farsa Ho Saaki Ke Dar Par Dar E Jood Hai Mere Mastane Waale Tera Khaye Tere Ghulamo Se Uljhe Hai Munkir Ajab Khaane Gurrane Waale Rahega Yu Hi Unka Charcha Rahega Pade Khaaq Ho Jaye Jal Jaane Waale Ab Aayi Shafa’at Ki Sa’at Ab Aayi Zara Chain Le Mere Ghabhrane Waale Raza Nafs Dushman Hai Dumme Na Aana Kaha Tumne Dekhe Hai Chandrane Waale Chamak Tujhse Paate Hain Lyrics In Urdu

AAQA KA MEELAD AAYA - Naat Lyrics | Owais Raza Qadri | Islamic Naat 786

Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Salla Alaika Ya RasoolAllah Wassallam Alaika Ya HabibAllah Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah Charoon Taraf Noor Chaya, Aaqa Ka Milad Aaya, Khushiyon Ka Pegham Laya, Aqa Kaa Milad Aya. Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah. Shams-O-Qamar Aur Taaray, Kyun Na Hon Khush Aaj Saaray, Unsay He To Noor Paaya, Aaqa Ka Milad Aaya… Khushiyan Manatay Hain Wohi, Dhoomain Machatay Hain Wohi, Jin Par Hua Unka Saaya, Aaqa Ka Milad Aaya… Ghar Ko Sajatay Hain Wohi, Jhanday Lehratay Hain Wohi, Jin Par Hua Unka Saaya, Aaqa Ka Milad Aaya… Hai Shaad Har Ek Muslimaan, Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan, Galiyoon Ko Bhi Jagmagaya, Aaqa Ka Milad Aaya… Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhein, Noori Bashar Jaanay Jou Unhe, Naara Ussi Nay Lagaya, Aaka Ka Milad Aya… Jou Aaj Mehfil Mein Aaye, Mun Ki Muradein Woh Paye Sab Par Karam Ho Khudaya, Aaqa Ka Milad Aaya. Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah...