Barwein Ka Chand Aaya Naat Lyrics
Barwein Ka Chand Aaya Naat Lyrics Barwein Ka Chand Aaya, Barwein Ka Chand Baarwein Ka Chand Aaya, Baarwein Ka Chand Jhande Lagao, Ghar Ko Sajao, Karke Charaga, Khushiya Manao, Jhoomo... Barvi Ka Chand Aaya, Barvi Ka Chand Barvi Ka Chand Aaya, Barvi Ka Chand Aamad e Mustafa Marhaba... Aamad e Mujtaba Marhaba... Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand Aaya Shaadmani Ke Taraane Goonjte Hain Daher Mein Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya Ho Gaye Hain Band Saare Zulmaton Ke Baab Aaj Daher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Khil Utheen Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Ek Nagma Baar Baar Aamena Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Shukar Karte Hee Raho Rab Ka Ujaagar Subho Shaam Rab Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya Barwein Ka Chand Aa...